पहले दिन से ही
बच्चे की देखभाल कैसे करें
7 Module
•
27 Lessons
•
Module 1
अस्पताल बैग तैयार करना (Why should you Pack Your Hospital Bag)
शिशु के लिए आवश्यक सामान (Essential Items for you and Your Baby)
नवजात शिशु के कमरे की तैयारी (Preparing Your Baby's Room)
Quiz
Module 2
Quiz
Module 3
स्तनपान के लाभ (Benefits of Breastfeeding)
स्तनपान के तरीके (Breastfeeding Techniques)
दूध पिलाने के मुद्दे (Feeding Challenges)
फॉर्मूला दूध पिलाने के तरीके (Formula Feeding Techniques)
Quiz
Module 4
शिशु के विकास के चरण (Stages of Baby Development)
शिशु का वजन और लंबाई (Monitoring Your Baby's Weight and Length)
शिशु के टीकाकरण (Baby Immunization)
शिशु की बीमारियां और उनके उपचार (Common Baby Illnesses and Treatments)
________________________________________________________________________
Module 5
शिशु को सोने की आदत डालना (Teaching Your Baby to Sleep)
शिशु को शांत करना (Soothing Your Baby)
Quiz
Module 6
Quiz
Mujhe pehle bohot darr lagta tha ki main apne baby ka achhe se khayal rakh paungi ya nahi, par is course ne meri sari worries door kar di. Feeding se lekar health tips tak, sab kuch step-by-step bataya hai. Iski simplicity mujhe bohot pasand aayi.
Neha.
8 month pregnant
Mujhe sabse zyada jo pasand aaya woh yeh tha ki is course mein har concept bohot asaani se samjhaya gaya hai. Feeding se lekar emotional health tak, sab kuch covered hai. Ek first-time mom ke liye jitni zarurat hoti hai, sab kuch yaha milta hai.
Rajshree.
mother of newborn
Yeh course sach mein life-saver hai. Baby care ki itni saari cheezein hoti hain jo humein nahi pata hoti, par is course ne pehle din se lekar baby ki growth tak har step samjhaya. Feeding, sleeping routine aur health tips – sab kuch covered hai!.
Deepika.
7 month pregnant.
Last trimester ke end tak, jitna bhi confusion tha, woh sab clear ho gaya is course ke through. Har module logically structured hai aur jo tips diye gaye hain, woh daily life mein implement karne mein easy hain.
Niti.
8 month pregnant
Pregnancy ke last trimester mein kaafi stress ho jata hai, but is course ne mujhe har cheez prepare karne mein madad ki. Kya khana chahiye, baby ka room kaise prepare karein, delivery ke baad kya karein – yeh course sab kuch detail mein batata hai. Highly recommend karti hoon.
Shruti.
9 month pregnant
Mujhe kabhi nahi laga tha ki main itni jaldi motherhood ke responsibilities ko sambhal paungi, par is course ne mujhe ek structured plan diya. Baby care ke basic principles ko samajhna bohot zaruri hota hai, aur yeh course isi par focus karta ha.
Ashi.
mother of newborn

